Shairy on Appraisal - Ye fasana to appraisal mein bayan hota hai

March is the Appraisal season in most of the Corporate offices, here is fun shairy on Appraisal.

This shairy on Appraisal is inspired by “Sarfarosh” movie's following songs -

Phool Khilte Hain, Baharon Ka Sama Hota Hain,
Aise Mausam Main Hi Toh Pyaar Jawan Hota Hain,
Dil Ki Baaton Ko Zubaan Se Nahin Kehte,
Yeh Fasana Toh Nigahon Se Bayan Hota Hain….

So, actual shairy on Appraisal is --

Boss To Employee…
Arz kiya hai……… ………
Kaam hote hain…………… …
Galtiyo ka sama hota hai……………. ……… .
Aise mausam mein hi to PERFORMANCE jawan hota hai…. ……..
Dil ki khunnas BOSS jabaan se nahi kehte…………… …
Ye fasana to appraisal mein bayan hota hai…. …..

Employee to Boss
Arz kiya hai……… …..
Appraisal hote hain………
Disappointment ka sama hota hai… ….
Aise mausam mein hi to ATTRITION jawan hota hai…….
Dil ki khunnas HUM jabaan se nahi kehte… ….
Ye fasana to resignation se bayan hota hai……..



Contact Us Page on Right side. Send your request and Interesting mails on unclecruise@gmail.com Posted On: http://unclecruise.blogspot.com/

Watch Indian TV Ads

Ads In TV