
to dard nahi hotaTakleef to tab hoti hai,
Jab log wah-wah karte hain
Apne hisse ki zindagi to hum kabke jee chuke,
Ab to sirf dhadkanon ka lihaj karte hain,
Kya karen is duniya walon ka,
Jo aakhari dhadkano pe bhi aitaraz karte hain.
Yu nazar se nazar ki baat ki,
ki dil chura le gayehum to samjhe the but, aap to dhadkan suna gaye
Posted On: http://unclecruise.blogspot.com/
You forgot the best of the lot Mate :
ReplyDeletechalo,phir dhund laye hum,usi masum bachpan ko,jahan sapna sajaya tha,jaha bachapan bitaya tha,jahan pedo k saye mein gharonda ek banaya tha
Rishto ki kitab ka cover hai Dosti,
ReplyDeleteDosti se bani hai hamari Hasti,
Khoon K rishto ki baat aap karte hai,
Hamare liye to Zindagi hai Aap Ki Dosti
Naye milte hai to hum purano ko aksar bhul jate hain,
Magar yeh mat bhul aye Yaar
Jab naye Dil tod jate hai to purane hi saath nibhate hai
Jasda-e-Dost nakam nahi hone denge!
Aap ki duniya me shaam nahi hone denge!
Dosti ka har imtihan apne sar pe lenge!
Par e Dost,Aapko kabhi pareshan na hone denge!
Jasda-e-Dost nakam nahi hone denge!
Aap ki duniya me shaam nahi hone denge!
Dosti ka har imtihan apne sar pe lenge!
Par e Dost,Aapko kabhi pareshan na hone denge!
www.smsmasti.net
www.smsmasti.50webs.com
www.smsguru.we.bs
www.dilse.we.bs
www.loveguru.50webs.com
moneymetro.blogspot.com
bestmsg.blogspot.com
Beautiful
ReplyDelete