Aaj utni bhi nahin Mehkhane mein ,
Jitni hum chodh diya karte the Paimaane mein...
Posted On: http://unclecruise.blogspot.com/
Jitni hum chodh diya karte the Paimaane mein...
Posted On: http://unclecruise.blogspot.com/
It’s all about Interesting Stuff..... A place for funmail, Interesting articles, youtube, Bollywood Shairy, Bollywood dialogue, Songs, Fun ka Dose & many more.......
yaan to deewana hase ya tu,
ReplyDeletejise taufik kahein,
warna iss duniya mein aake muskurata kaun hai..
Zaahid sharaab peene de masjid mein baith kar
DeleteYa woh jagah bata de jahan par Khuda na ho
sharabi ko sharabi nahi to kya pujari kahoge,
ReplyDeletegehun ko gehun nahi to kya juari kahoge..
hanse wo jo deewana ho
ReplyDeleteya tu jise taufeeq de
warna is duniya mein aa ke muskuraata kaun hai
ya to deewana hanse ya jise tu taufiq de khuda...
ReplyDeletewarna is duniya mein aakar muskurata kaun hain...
Yuh to hai kayi fasle tere mere bich
ReplyDeleteLagta phir bhi tu mujhko meri jaan sa kyu hai
Teri furkat main tadapne ki ho chuki hai adat meri
Tere dur hone ka phir bhi ehsaas mujko rulata kyu hai
Bohot khub
Deletemaja na aavi.......
ReplyDeletebhai mucche ho to natthulal ji jaise....
ReplyDeletevarna.... na ho... !!
hum to ashiq hai ek bar marunga par ap is e soch kar bar bar marenge
ReplyDeleteMirza Ghalib said:
ReplyDeleteZahid sharab peenay dey masjid mein beth ker
Ya wo jagah bata dey jahan per Khuda na ho
*********************
Allama Iqbal said:
Masjid Khuda ka ghar hey peenay ki jagah nahi
Kafir kay dil mein ja wahan per Khuda nahi
*********************
Ahmed Faraz said:
Kafir kay dil se aaya hoon mein ye dekh ker
Khuda mojood hey wahan magar usay pata nahi
*********************
Someone said:
Dil-e-kafir mein Khuda tou hey lekin Khof-e-Khuda nahi
Ghalib, Iqbal aur Faraz ko shayad pata nahi
Awesome, I was looking for it :)
DeleteHello Sir
ReplyDeleteSir i want Chak De India Lyrics title songs in English translate Please Sir provide me the news about Chak De India Lyrics ....