Shayari from Fanaa

E Khuda Aaj Ye Faisla Karde,
Use Mera ya Mujhe Uska Karde.
Bahut Dukh Sahe He Maine,
Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde.


Bahot Muskil Lagta Hai Usse Duur Rehna,
Judai Ke Safar Ko Kum Karde.
Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse,
Use Utna Kareeb Karde.

Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam,
To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde.

******************************************

Tere Dile mein meri saanson ko panah mil jaye
Tere Ishq mein meri Jaan Fanaa Ho jaye

******************************************

Ankhen to pyar me dilki zuban hoti hai,
sachi chahat to sada bezuban hoti hai,

pyar mai dard bhi mile to kya gabrana,
suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai....
Phool hun Gulaab kaChameli ka mat samjhna
Aashiq hun aapkaApni Saheli ka mat samjhna
Dur Humse Jaa Paoge Kaise,
Humko Bhool Paoge Kaise.
Hum Who Khushbu Jo Saanson Mein Utar Jaye,
Khud Apni Saanxon Ko Rok Paoge Kaise..
Bekhudi Ki Zindagi Hum Jiya Nahi Karte,
Yun kisika ka Jaam Hum Piya Nahi Karte.
Unse Kehdo Mohabbat Ka Izhaar Aakar Khud Karein,
Yun Kisika Peecha Hum Nahin KarteRone De Tu Aaj Humko,
Tu Aankhe Sujane DeBaho Mein Le Le Aur,
Khud Ko Bheeg Jane DeHai Jo Seene Mein Quaid Dariya,
Wo Choot JayegaHai Itna Dard Ki,
Tera Daaman Bheeg Jayega
Adhuri saans thi dhadkan adhoori thi adhooren hummagar
ab chaand poora hain falak pe aur ab pooren hain hum




Posted On: http://unclecruise.blogspot.com/

No comments:

Post a Comment

Watch Indian TV Ads

Ads In TV

Recent Post