Ek mulaqaat zaroori hai sanam - Lyrics and Video

Ek mulaqaat zaroori hai sanam - Lyrics and Video



Movie: Sirf Tum
Singer: Nusrat Fateh Ali Khan Ameen Sabri & Fareed Sabri & Chorus  ( Thanks Anonymous for pointing this out - http://en.wikipedia.org/wiki/Sirf_Tum )


Saans aati Hai saans jaati hai, Sirf mujh ko hai intezar tera
Aansuon ki ghataen pee pee ke, ab kehta hai yehi pyaar mera

Zinda rehne ke liye teri kasam, Zinda rehne ke liye teri kasam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam, Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Zinda rehne ke liye teri kasam, Zinda rehne ke liye teri kasam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam, Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam, Ek mulaqaat zaroori hai sanam

Teri chahton ne yeh kya gham diya, Teri chahton ne yeh kya gham diya,
Teri ishq ne yun deewana kiya, Teri ishq ne yun deewana kiya,
Zamaane se mujh ko begana kiya, Zamaane se mujh ko beigana kiya,
Deewane tere pyaar main bada hi bura haal hai
Khadi hoon tere raah main na hosh na khayal hai
Deewane tere pyaar main bada hi bura haal hai
Khadi hoon tere raah main na hosh na khayal hai
Na hosh na khayal hai
Ek mulaqaat zaroori hai sanam, Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam, Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Zinda rehne ke liye teri kasam, Zinda rehne ke liye teri kasam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam, Ek mulaqaat zaroori hai sanam

Mere saath main ro raha asmaan, Mere saath main ro raha asmaan,
Mera pyaar khoya hai jaane kahan, Mera pyaar khoya hai jaane kahan,
Use dhoondti main yahaan se wahaan, Use dhoondti main wahaan se yahaan
Milan ki mujhe aas hai, nikalti nahin jaan hai
Main kitni majboor hoon yeh kaisa imtihan hai
Milan ki mujhe aas hai, nikalti nahin jaan hai
Main kitni majboor hoon yeh kaisa imtihan hai
Yeh kaisa imtihan hai
Ek mulaqaat zaroori hai sanam, Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam, Ek mulaqaat zaroori hai sanam
……………..
Ek mulaqaat zaroori hai sanam, Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam, Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Zinda rehne ke liye teri kasam, Zinda rehne ke liye teri kasam,
Ek mulaqaat zaroori hai sanam, Ek mulaqaat zaroori hai sanam

Mere aakhon main jale tere khwabon ke diye
Kitni bechein hoon main yaar se milne ke liye
Mere aakhon main jale tere khwabon ke diye
Kitni bechein hoon main yaar se milne ke liye
Mere bichhde dilbar tu jo ek baar mile
Chein aa jaaye mujhe jo tera deedar mile
Mere bichhde dilbar tu jo ek baar mile
Chein aa jaaye mujhe jo tera deedar mile
Maseeha mere dua de mujhe, Maseeha mere dua de mujhe
Karoon ab main kya bata de mujhe, Karoon ab main kya bata de mujhe,
Koi rastaa dikha de mujhe, Koi rastaa dikha de mujhe,
Mere yaar se mila de mujhe, mere dard ki dawa de mujhe
Aaaa.aaaaa..aaaa……..
Kahin na ab sukoon hai kahin na ab karar hai
Milega mere saathiya mujhe to aitbaar hai, Milega mere saathiya mujhe to aitbaar hai
Ek mulaqaat zaroori hai sanam, Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam, Ek mulaqaat zaroori hai sanam
Ek mulaqaat zaroori hai sanam, Ek mulaqaat zaroori hai sanam



Song requested by: Vaibhav (Mumbai, India)
Looking for something just Ask Uncle Cruise from Contact Us Page on Right side.

Send your request and Interesting mails on unclecruise@gmail.com

Posted On: http://unclecruise.blogspot.com/

17 comments:

  1. Yeh Nusrat Fateh Ali ka aawaz nahi hai, Sabri Brothers Ki hai.

    ReplyDelete
  2. 12 minutes of sheer pleasure....!!!!
    such a long song...
    but not even a second bores you..
    sabri brothers have a unique voice... and it suits this sufi/qawwali kind of song...

    ReplyDelete
  3. i love this song very nice i live very far away from my bf and i miss him all the time

    ReplyDelete
  4. Simply down to earth full of emotions... really song which expressed feelings in perfect words. so nice...

    ReplyDelete
  5. My situation is exactly like the song.
    Notwithstanding my love to me I is not with me.
    I can not say and can not even hide, much hurts my heart, thinking.
    But this song is giving me very well relaxed and pain makes it lighter so I very like this song.

    ReplyDelete
  6. Oh really yaar!very very nice this song.I Miss U Sonu.I Love U So Much.shweta

    ReplyDelete
  7. i love this song.I Miss U sonu love u so much

    ReplyDelete
  8. i really fell in love with this song.i miss u my sweet heart.i love u so much.

    ReplyDelete
  9. I Love This Song...Ossam... I Really Miss U Baccha........

    ReplyDelete
  10. This is really great touching song.

    ReplyDelete
  11. I Love u Dumboo,,,,,,

    ReplyDelete
  12. I love this song....I loved a girl just like this...It took me seven years to propose to her and another three to marry...Today,though she is my wife.....This song played a key role in my moments of loneliness and since I sing well,I melted her heart with this song only......
    Even today when we have disagreements,I sing this song to mellow her down:-)

    ReplyDelete
  13. Such a nice song... I miss you pls call me...

    ReplyDelete
  14. I love my sonal alot uski khushi k liye aaj usse se dur hun use pta hi nhi..i miss her every moment with my every breath..shayd kabhi tmhe ye msg mile..
    This song is for u...!<3
    ur n only ur Rahul

    ReplyDelete
  15. can somebody translate this song for me? the whole content please

    ReplyDelete
  16. i love this song its lyrics is realy very heart touching :( its full of emotions :( :'(

    ReplyDelete

Watch Indian TV Ads

Ads In TV