Shayari from Sharabi



Aaj utni bhi nahin Mehkhane mein ,
Jitni hum chodh diya karte the Paimaane mein...

Posted On: http://unclecruise.blogspot.com/

13 comments:

  1. yaan to deewana hase ya tu,
    jise taufik kahein,
    warna iss duniya mein aake muskurata kaun hai..

    ReplyDelete
    Replies
    1. Zaahid sharaab peene de masjid mein baith kar
      Ya woh jagah bata de jahan par Khuda na ho

      Delete
  2. sharabi ko sharabi nahi to kya pujari kahoge,
    gehun ko gehun nahi to kya juari kahoge..

    ReplyDelete
  3. hanse wo jo deewana ho
    ya tu jise taufeeq de
    warna is duniya mein aa ke muskuraata kaun hai

    ReplyDelete
  4. ya to deewana hanse ya jise tu taufiq de khuda...
    warna is duniya mein aakar muskurata kaun hain...

    ReplyDelete
  5. Yuh to hai kayi fasle tere mere bich
    Lagta phir bhi tu mujhko meri jaan sa kyu hai
    Teri furkat main tadapne ki ho chuki hai adat meri
    Tere dur hone ka phir bhi ehsaas mujko rulata kyu hai

    ReplyDelete
  6. maja na aavi.......

    ReplyDelete
  7. bhai mucche ho to natthulal ji jaise....
    varna.... na ho... !!

    ReplyDelete
  8. hum to ashiq hai ek bar marunga par ap is e soch kar bar bar marenge

    ReplyDelete
  9. Mirza Ghalib said:

    Zahid sharab peenay dey masjid mein beth ker
    Ya wo jagah bata dey jahan per Khuda na ho

    *********************

    Allama Iqbal said:

    Masjid Khuda ka ghar hey peenay ki jagah nahi
    Kafir kay dil mein ja wahan per Khuda nahi

    *********************

    Ahmed Faraz said:

    Kafir kay dil se aaya hoon mein ye dekh ker
    Khuda mojood hey wahan magar usay pata nahi

    *********************

    Someone said:

    Dil-e-kafir mein Khuda tou hey lekin Khof-e-Khuda nahi
    Ghalib, Iqbal aur Faraz ko shayad pata nahi

    ReplyDelete
  10. Hello Sir
    Sir i want Chak De India Lyrics title songs in English translate Please Sir provide me the news about Chak De India Lyrics ....

    ReplyDelete

Watch Indian TV Ads

Ads In TV

Recent Post